Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada
Yaad hain mujhko tune kaha tha
Tumse nahi roothenge kabhi
Dil ki tarah se haath mile hain
Kaise bhala chootenge kabhi
Teri baahon mein beeti har shaam
Bewafa yeh bhi kya yaad nahi
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Dont forget to follow like
O kehne wale mujhko farebi
Kaun farebi hai ye bata
Wo jisne ghum liya pyar ke khatir
Ya jisne pyar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya
Ke tujhe kuch bhi yaad nahi
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada