[Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Jaise daaru desi]
[Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Jaise daaru desi]
Ladkhadane lagi muskurane lagi ð
Bewajaah har jagaah aane jaane lagi
Tu mujhe main tujhe
Jo bhi ho dil me woh
khul ke bataane lagi
[Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Jaise daaru desi]
[Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Jaise daaru desi]
Waqt bhi sarfiraa sa lage
Bhaagta saa rahe har jageh
Waqt ko in dino sujhne hai lagi dillagi
yaariyaan gadiyaan jab huyee
Mastiya sastiya tab hui
Aaj kal marziyon ki
jagah se thhagi zindagi
Sath hum jo chale
Bann gaye kaafilein
Aur koi hamen ab mile na mile
Mauj hai roz hai
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Hai chadi hai chadi iss kadar
Ghoomti jhoomti har dagar
Befikar befikar saa
lage zindegi ka safar
Yaar ko yaar ki hai khabar
Pyaar se pyaar si baat kar
Yei Jahaan hai jahan
Hum rahein ab woh hi umra bhar
Dhup ko thaam ke chal pade na thake
Fursaton mein rahe, kaam ho naam ke
Befikar befikar subah suhaani
ho khali ho pal shaam ke
[Chadi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi baatein hain nashe si
Jaise daaru desi]-
Ladkhadane lagi muskurane lagi
Bewajaah har jagaah aane jaane lagi
Tu mujhe main tujhe
Jo bhi ho dil me woh
khul ke bataane lagi
[Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Jaise daaru desi]
[Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si