Zakhm Dil Pe
Hain Dawa Karo
Aao Milke
Rasmein Mohabbat Ada Karo
Kuchh Na Kar Sako Mere Liye
Toh Bas Khwabon Mein Hi
Mujhse Mil Liya Karo
Aa Milo Kahin Mujhse
Ke Ummeed Kuchh
Baaki Hai Meri Tumse
Na Jaane Hasrat Hi Rahi Ho
Tum Meri
Ke Shayad Yeh
Din Aakhri Ho
Hum Khwahish
Mein Mar Jayein
Aa Milo Kahin Mujhse
Ke Ummeedein Kuchh
Baaki Hai Meri Tumse
Le Chalo Wahan Mujhe
Main Dekhta Hoon
Aasmaan Mein Bhi Ab Tujhe
Dekha Ek Roz
Taara Toot Ke Gaya
Maangi Bhi Duayein
Par Haan Tu Nahi Mila
Woh Aaya Hi Nahi
Jo Ik Dafa Gaya
Woh Door Itna Ho Gaya
Main Dekh Na Saka
Hai Dhoondta Wajah
Ab Dil Yeh Bewajah
Hai Toota Iss Tarah Se
Dil Ke Phir Nahi Laga
Toh Aa Milo Kahin
O Mere Humnashi
Main Ab Bhi Hoon Akela
Yeh Tu Samjha Kyun Nahi
Wajood Dillagi
Ki Aarzoo Nahi
Mohabbat Toh Wahi Hai
Jo Ki Milti Hi Nahi
Mohabbaton
Mein Jhoom Loon
Main Kya Karun Bata
Main Muktala
Hoon Gham Mein
Ya Main Gham
Ki Hoon Dawa
Main Baddua
Hoon Ya Dua Hoon
Ya Mai Hoon Saza
Ab Tu Bata Ke Main Hoon
Ya Phir Tu Hai
Laapata Tu Bata
Laapata Ho Gaye
Humare Liye Tum
Itna Chaha Ke
Tum Bewafa Ho Gaye Jaana
Bhoolna Tha Tumhein
Khuda Ki Kasam
Haath Jab Bhi Uthe
Tum Dhuan Ho Gaye
Honthon Pe Dua Hai
Wakt Tham Nahi Raha
Tu Na Mil Saka
Tu Bas Nazam
Mein Hi Raha
Duniya Ki Mohabbaton Ne
Sab Badal Diya
Tera Gham Azeeb Hai
Woh Wahin Ka Wahin Raha
Bhoolna Main
Chah Raha Tha
Tujhko Iss Tarah
Na Teri Jagah Koyi Ho
Na Ho Tu Wahan
Ab Teri Talaash Mein
Pata Chala Mujhe
Tumse Hi Shuru Hai Raat
Tumse Hi Subeh
Tu Mil Gayi Toh
Jaan Milegi
Zindagi Mujhe
Jo Tu Nahi Toh
Chahiye Kuchh
Nahi Mujhe
Khwaab Tu Hai
Saans Tu Hi
Raat Tu Subeh
Kaat Dunga Zindagi Main
Dekh Ke Tujhe
Dekh Le Mujhe
Yeh Kat Rahi Hai Zindagi
Ab Dekh Ke Tujhe
Toot Hi Gaya Hoon
Tu Samet Le Mujhe
Samet Le Mujhe
Kahin Bikhar
Na Jaaun Main
Bikhar Na Jaaun Main
Haan Haan Hmm…
Toh Aao Na
Mere Aansu Ko Pochho
Aur Phir Se Rulao Mujhe
Mera Sab Kuchh
Hai Tere Liye
Toh Aao Na
Dil Ki Baatein Karo
Aur Phir Se Satao Mujhe
Mera Sab Kuchh
Hai Tere Liye