menu-iconlogo
logo

India 91

logo
Lời Bài Hát
Ae bhidu kya bolta hai

Kidhar se tu

Kaha kaha style kar skta hai

Rhyme sahi.. Time yahi..

Ae bhidu kya bolta hai

Kidhar se tu

Kaha kaha style kar skta hai

Rhyme sahi..Time yahi..

Yoo.. Yoo...

Its MC Altaaf..

Tere saamne..

Check..

Dharavi ki baat hai ye gully chhoti slum thi..

Shaane saare ladke aur usmein se hum bhi.

Sab kranti kaari chokre tu dena mat dhamki.

Aage ki soch aur chhod baatein kalki..

Toh sunn aaya naya daur tere saamne..

Kala meri bhari aur kalam mere haath mein..

Likha jo bhi likha in sadako pe seekha..

Na gareeb main kahin ka per sangeet ka bhooka

Yeah!

100 RBH representing swadesi

Kalavant houshi, he gosht ma gav chi.

Koni kare kam, koni khali pete pawati.

Gane dete shanti. N pasarave kranti.

Karun zage tarun, nein samor.

Amravati amravati.

Diwalit qawali bhi aaiktat bhauji.

Mai amravati, amravati

Kela chalu asali hip hop aamhi og hav ji.

Ae bhidu kya bolta hai

Kidhar se tu

Kaha kaha style kar skta hai

Rhyme sahi.. Time yahi..

Ae bhidu kya bolta hai

Kidhar se tu

Kaha kaha style kar skta hai

Rhyme sahi..Time yahi..

Haa, mera naam maharya

Sacchai sun le

Mere gaane laate aandhi aur kraanti

Kyuki yaha sarkaar deti pareshaani

Nakli rapperon se chhidi gandagi mitaana

Mene thaana kyuki yeh zamana waisa banta jaa raha!

(haan) maharya hai khaufnaakh

Shabdon me taakat, tere liye ghaatak

Yeh dikhta hai aasaan

Mat kar tu iska apmaan

Warna paucha dunga tujhe shamshaan, ghaat!

Tod fod

Mumbai 14 maari

Na na

Na karu fake rap..Na u wack tari jem

U karu real chat ne real act maru game

Failey kalaa prabhav the.. Evu rakhu aim

Area na main logon mara ape mane kharu prem

Ek sathe jem raiti..Anek aa jaati

Karan aa mara hruday na khara swabhav ni

Badalto rup jevo dudh ma paani

Reyna street smart karu satya ni vaani

Ae bhidu kya bolta hai

Kidhar se tu

Kaha kaha style kar skta hai

Rhyme sahi.. Time yahi..

Ae bhidu kya bolta hai

Kidhar se tu

Kaha kaha style kar skta hai

Rhyme sahi..Time yahi..

Noxious

Ki sunna chaunda hai tu? Ki teri aawazch dabaav hai?

In lafzaan di gehraaich maine bune apne khwaab ne

Putt mai iss mitti da aur khoonch hip-hop hai,

Shabd mere avain jiddan mai likheya ittehaas hai,

Mainu naaz hai, ki mere khaas mere naal ne,

Manzil de naal kahaani eddan di ke jinne faasle,

Aavein jaavein ki nazaraan dovaan di rave samne,

Ravaan achint avein jinni musibataan saamne.

Ae bhidu kya bolta hai

Kidhar se tu

Kaha kaha style kar sakta hai

Rhyme sahi.. Time yahi..

Ae bhidu kya bolta hai

Kidhar se tu

Kaha kaha style kar sakta hai

Rhyme sahi..Time yahi..

India 91 của Viveick Rajagopalan - Lời bài hát & Các bản Cover