Dil pagal deewana hai, ye pyar karega 
Dil pagal deewana hai, ye pyar karega 
Dil pagal deewana hai, ye pyar karega 
Ye kab dara hai duniya se, jo ab darega 
Ye pyar mein dhadka Hai, ye pyar se dhadkega 
Ye pyar mein dhadka Hai, ye pyar se dhadkega 
Ye kab dara hai duniya se, jo ab darega 
Dil pagal deewana hai, ye pyar karega 
Ye kab dara hai duniya se, jo ab 
Dil takh-to- taj ki, parwaah nahi karta 
Rasm -o-rivaaj ki, parwaah nahi karta 
Dil takh-to-taj ki, parwaah nahi karta 
Rasm-o-rivaaj ki, parwaah nahi karta 
Daulat se khareedoge toh inkaar karega 
Daulat se khareedoge toh inkaar karega 
Ye kab dara hai duniya se, jo ab darega 
Dil pagal deewana hai, ye pyar karega 
Ye kab dara hai duniya se, jo ab darega 
Falak roke, zameen roke, magar hum ruk na paayenge 
Deewarein todd ke saari, hum tumse milne aayenge 
Falak roke, zameen roke, magar hum ruk na paayenge 
Deewarein todd ke saari, hum tumse milne aayenge 
Mohabbat jhuk nahi sakti, zamane ke jhukaane se 
Mohabbat mit nahi sakti, zamane ke mitaane se 
Kehta nahi hai dil, kar ke dikhaayega 
Toofaan mein chahat ki, shammaa jalaayega 
Ye jurm e wafa dil toh sau baar karega 
Ye jurm e wafa dil toh sau baar karega 
Ye kab dara hai duniya se, jo ab darega 
Dil pagal deewana hai, ye pyar karega 
Ye kab dara hai duniya se, jo ab darega 
Ye pyar mein dhadka Hai, ye pyar se dhadkega 
Ye kab dara hai duniya se, jo ab darega 
Dil pagal deewana hai, ye pyar karega