Chain Mujhe Ab Aaye Na,
Tere Bina Jiya Jaye Na
Chain Mujhe Ab Aaye Na,
Tere Bina Jiya Jaye Na
Sili Sili Pyasi Raina,
Aake Bhiga De Naina~Ho o o
Chain Mujhe Ab Aaye Na,
Tere Bina Jiya Jaye Na~
Hoo~~
Beete Dino Ki Yaad Sataati Hai
Man Ghabraata Hai Reh Reh Ke
Meri Tanhaayi Tujhko Bulaati Hai
Haar Gaya Gham Seh Seh Ke
Koi Mujhe Behlaaye Na,
Tere Bina Jiya Jaye Na
Chain Mujhe Ab Aaye Na,
Tere Bina Jiya Jaye Na
Sili Sili Pyasi Raina,
Aake Bhiga De Naina~ Ho o o
Chain Mujhe Ab Aaye Na,
Tere Bina Jiya Jaye Na,
Hoo~~
Har Dhadkan Mein Pyaas Hai Teri
Aise Mein Door Main Kaise Rahoon
Tujh Bin Dil Ka Aangan Kaisa Hai
Tujhse Bhala Ye Kaise Kahoon
Koi Tujhe Samjhaaye Na,
Tere Bina Jiya Jaye Na
Chain Mujhe Ab Aaye Na,
Tere Bina Jiya Jaye Na
Sili Sili Pyasi Raina,
Aake Bhiga De Naina~ Ho o o
Chain Mujhe Ab Aaye Na,
Tere Bina Jiya Jaye Na
Ho Tere Bina Jiya Jaye Na
Ho Tere Bina Jiya Jaye Na
Ho Tere Bina Jiya Jaye Na