pyaar mein hota hai kya jaadu
tu jaane ya main jaanu
pyaar mein hota hai kya jaadu
tu jaane ya main jaanu
rahta nahin kyun dil par kabu
tu jaane ya main jaanu
pyaar mein hota hai kya jaadu
tu jaane ya main jaanu
gun gun karta kyun firta hai
koi bhawra baago mein
ho,gun gun karta kyun firta hai
koi bhawra baago mein
kyun hoti hai phool mein kushboo
tu jaane ya main jaanu
pyaar mein hota hai kya jaadu
tu jaane ya main jaanu
chandni raaten hon to chakori
paagal si kyun hoti hai
ho,chandni raaten hon to chakori
paagal si kyun hoti hai
jangal mein koyal ki koo koo
tu jaane ya main jaanu
pyaar mein hota hai kya jaadu
tu jaane ya main jaanu
jaise hariyali aur sawan
jaise barkha aur baadal
ho,jaise hariyali aur sawan
jaise barkha aur baadal
tere liye main mere liye tu
tu jaane ya main jaanu
pyaar mein hota hai kya jaadu
tu jaane ya main jaanu
rahta nahin kyun dil par kaboo
tu jaane ya main jaanu
tu jaane ya main jaanu
tu jaane ya main jaanu
hoon hon hoooooon hon
hooon hooon hon hooon