menu-iconlogo
logo

Kadha Parayan (Karaoke)

logo
歌词
mere dilbar

mere janam

maine tumse

pyaar kiya re

bechaini badhti

jaati hai

tu ne kaisa

dard diya re

maine pyaar

tumhi se kiya re

maine pyaar

tumhi se kiya re

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

teri pehli nazar ne

mera chain churaya

tera khwaab jo aaya

raaton ko jagaya

teri pyaas ko maine

hoto pe sajaya

chahat kaisi hai

tune mujko bataya

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

pao zameen pe

padte nahin ab

main udne lagi

hoon hawa mein

khushboo banke

bikhri padi hoon

teri zulfen

aaj fiza mein

tune jaadoo yeh

kaisa kiya re

tune jaadoo yeh

kaisa kiya re

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

teri in baahoon

mein mujhko

ab to jeena

marna hai

soch liya hai

had se zyaada

ab ishq tujhe

karna hai

maine maana

tujhe hi piya re

maine maana

tujhe hi piya re

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

teri pehli nazar ne

mera chain churaya

tera khwaab jo aaya

raaton ko jagaya

teri pyaas ko maine

hoto pe sajaya

chaahat kaisi hai

tune mujko bataya

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

dil chura liya

Kadha Parayan (Karaoke) Alphonse - 歌词和翻唱