
Route Mari
tumhe apna
banaane ki kasam
khaayi hai
khaayi hai
tumhe apna
banaane ki kasam
khaayi hai
khaayi hai
teri aankhon mein
chaahat hi nazar
aayi hai
aayi hai
tumhe apna
banaane ki kasam
khaayi hai
khaayi hai
mohabbat kya hai
main sab ko bata doongi
mohabbat kya hai
main sab ko bata doongi
zamaane ko tere
aage jhuka doongi
teri ulfat meri
jaana voh rang
laayi hai
laayi hai
teri ulfat meri
jaana voh rang
laayi hai
laayi hai
tumhe apna
banaane ki kasam
khaayi hai
khaayi hai
tere honton se main
shabnam churaunga
tere honton se main
shabnam churaunga
tere aanchal tale
jeevan bitaaoonga
meri nas nas mein
tu banke lahoon
samaayi hai
samaayi hai
meri nas nas mein
tu banke lahoon
samaayi hai
samaayi hai
tumhe apna
banaane ki kasam
khaayi hai
khaayi hai
teri baahon mein hai
dono jahan mere
teri baahon mein hai
dono jahan mere
main kuch bhi tho nahin
dilbar bina tere
tujhe paa ke zamane
kil khushi
paayi hai
paayi hai
tumhe apna
banaane ki kasam
khaayi hai
khaayi hai
teri aankhon mein
chaahat hi nazar
aayi hai
aayi hai
tumhe apna
banaane ki kasam
khaayi hai
khaayi hai
teri aankhon mein
chaahat hi nazar
aayi hai
aayi hai
Route Mari Alphonse - 歌词和翻唱