menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Chal Padi

Aman Darya Bandhuatong
nivitaannhuatong
歌词
作品
Khali kar aasmaan

Bhar lun siskiyaan

Phir khud ki baaton se main

Kar leti sulah, haan

Chal padi hun vahan

Jana mujhe jahan

Aadhe man se jaaun kahan

Mera yeh raasta

Main hi toh hoon wajah

Khamoshiyon mein rehna kyun?

Khwabon ka aaina hai mere paas

Sapna joh hai dekha, chal dun main woh jahan

Jee lun thoda

Mann ki kar lun

Pal mera hai yeh

Beete kal ke

Ghum se bhi maine

Kar li sulah, haan

Chal padi hun vahan

Jana mujhe jahan

Aadhe man se jaaun kahan

Mera yeh raasta

Main hi toh hoon wajah

Khamoshiyon mein rehna kyun?

更多Aman Darya Band热歌

查看全部logo

猜你喜欢