Aaaaaaaaaaa
Naman karo varan karo
Sharan chaloon apane guruvar kee naman karoo varan
Karoo sharan chalo apne guruvar ki
Sawariye ka sawariye ka varna karu varna karu
Naman karo varan karo sharan chalo apne guruvar ke
Man me tapan thi raah gam thi
Antar mera suna
Suna dharti se ambar tak lagta tha na kahin
Koi bhi apna saawar aaye saawar aaye
Jeet jagaye sanwariya
Lagta hai ab sab jag apna sab jag apna sab jag
Apna naman karo varan karo sharan
Chalo apne guruvar
Ki
Dikhti na aash thi bujhti na pyaas thi bhatka phirta
Maara maara santan se pucha karta main
Hain bhi kahin koi chhod
Kinaara
Saawar aaye saawar aaye baanh badhaye saawar aaye
Kar gaya main
Ye bhav saara ye bhav saara ye bhav saara
Naman karo varan karo sharan chalo apne guruvar
Ki
Gyan ka
Bojh tha mai aabad tha mann chintan me khoya khoya
Maa ki badli maaya ka saya
Maaya ka saaya moh ke badle sanwar
Aaye sanwar aaye jyot jagaye sanwar aaye udit
Hua ek dhruv taara ek dhruv taara ek
Dhoop tara naman karo varan karo
Sharan chalo apne guruvar ki
Naman karo varan karo sharan chal apne guruvar ki