menu-iconlogo
huatong
huatong
歌词
作品
Aa raat bhar, aa raat bhar

Jaaye na ghar, jaaye na ghar

Aa raat bhar, aa raat bhar

Jaaye na ghar, jaaye na ghar

Hai saath tu, kya hai fikar

Jaaye na ghar, aa raat bhar

Jaaye jahaan jahaan jahaan dil kare

Jaane kahan kahan kahan fir mile

Iss raat mein, beete umar saari umar

Aa raat bhar, aa raat bhar

Jaaye na ghar, jaaye na ghar

Raat mujhe kyun, jaane lage yun

Kehti hai khud ko badal de tu

Ho.. raat mujhe kyun, jaane lage yun

Kehti hai khud ko badal de tu

Chand ko chakh le, taaro ko pee le

Aaj zara thoda sa jee le tu

Toh chal chale, gire, pade, uthe, udhe

Aa tujh ko laga dun mein mere par

Iss raat mein beete umar, saari umar

Aa raat bhar, aa raat bhar

Jaaye na ghar, aa raat bhar

Namkiniyaan hai, nazdeekiyaan hai

Rang hi rang hai nazaron mein

Haan.. namkiniyaan hai, nazdeekiyaan hai

Rang hi rang hai nazaron mein

Hasne lagi hun, fasne lagi hun

Armaan dil mein hazaron hain

Toh paar de, sabhi hadein

Gale lage kabhi nahi hone de seher

Iss raat mein beete umar, saari umar

Aa raat bhar, aa raat bhar

Jaaye na ghar, aa raat bhar

更多Arijit Singh/Shreya Ghoshal热歌

查看全部logo

猜你喜欢