ARVIND KUMAR RAHI 118542
Movie : Ek Dil Sao Afsane
Singer : Mukesh Chand Mathur
Kuchh sher sunata hun main
Kuchh sher sunata hun main Jo tujhse mukhaatib hain
Ik husn pari dil mein hai, Ye unse mukhaatib hain
Ik husn pari dil mein hai,ye unse mukhaatib hain
Seekhi hai tumse phool ne, Hansne ki har adaa
Seekhi hawaa ne tumse hi, Chalne ki har adaa
Aaina tumko dekh ke, Hairaan ho gaya
Ek bezubaan tumse Pashemaan ho gayaaaa
Kitni bhi taareef karoon, Rukti nahin zubaan
Rukti nahin zubaaaaaaaa
Kuchh sher sunata hun main, Jo tujhse mukhaatib hain
ek husn pari dil mein hai, Ye unse mukhaatib hain
ek husn pari dil mein hai, ye unse mukhaatib hain
Haathon ka loch ras bhari, Shaakhon ki daastaan
Naazuk hatheliyon pe wo, Mehandi ka gulsitaan
Pad jaaye tumpe dhoop to, Sawlaaye gora tan
Makhmal pe tum chalo to Chhile, paaon gulbadan
Kitni bhi taareef karoon, Rukti nahin zubaan
Rukti nahin zubaaaaaaa
Kuchh sher sunata hun main, Jo tujhse mukhaatib hain
Ik husn pari dil mein hai, Ye unse mukhaatib hain
Ik husn pari dil mein hai, ye unse mukhaatib hain
Aankhen agar jhuken to Mohabbat machal uthhen
Nazren agar uthen to Qayaamat machal uthhe
Andaaz me huzoor ka, Saani nahin koyi
Dono jahaan me aisi Jawaani nahin koyiiiiii
Kitni bhi taareef karoon Rukti nahin zubaan
Rukti nahin zubaaaaaa
Kuchh sher sunata hun main, Jo tujhse mukhaatib hain
Ik husn pari dil me hai, Ye unse mukhaatib hain
Ik husn pari dil me hai,ye unse mukhaatib hai
Awaaz kya hai jaise koi, Baasri bajee
Jis raagni ko ga lo, Vohi Raagni sajee
Baate karo to khilne lage, Phool pyaar kee
Chupki raho to sune lage, Din bahaar keee
Kitni bhi taareef karoon,Rukti nahin zubaan
Rukti nahin zubaaaa
Kuchh sher sunata hun main Jo tujhse mukhaatib hain
Ik husn pari dil me hai, Ye unse mukhaatib hain
Ik husn pari dil me hai, Ye unse mukhaatib hain
THANKS AND REGARDS