Ghar bhe soona hai meri
Zeesat k angan ki tarha
Lout kar waqat na aaya
Mere bachpan ke tarha
Kar k ghahyaal muje us ka b bura haal tha
Us ki Zulfein b Na sulhghein
Meri aljhanoun ki Tarha
Aur muj ko gurbat ne dadsa
Usko ko doolat ke hawas
Bik gya wo b barhaalmere fuun ki tarha
Kar na saky hum
Pyar Ka sauda
Qismat he kuch aisi the
Kar na saky hum pyar ka sauda
Qeemat he kuch aisi the
Dunya such he pathhar mare
Ishaq mein us deewane ke b haalat
He kuch aisi the
Jeetti baazi haar gay hum
Qismat he kuch aisi the
Qar na saky hum pyar ka sauda
Qeemat he kuch aisi the
Ek jhalak hi dekhi toh
Hum pyaar ka dhoka kha bethe
Ek jhalak hi dekhi toh
Hum pyaar ka dhoka kha bethe
Pyaar ka dhoka kha bethe
Yaaro unki bhooli bhali
Surat hi kuch aesi thi
Jeetti baazi haar gay hum
Qismat he kuch aisi the
Kar na saky hum
Pyar Ka sauda
Qeemat he kuch aisi thi
Dekh ke heere moti
Humse pyaar ka nata tod gaye
Sone chandi jaisi sheh main
Taqat hi kuch aesi thi
Qismat he kuch aisi the
Kar na saky hum
Pyar Ka sauda
Qeemat he kuch aisi thi