Bikhri bikhri julfe teri pasina mathe par hai
Sach to ye hai tum gusse me or bhi pyare lagte ho
Rahe takna tare ginna sadik kam hamara hai
Aj magar kya bat hai tum bhi jage jage lagte ho
Ho dil tod ke ho dil tod ke hasti ho mera
Wafaye meri yad karogi
Ho dil tod ke ho dil tod ke hasti ho mera
Wafaye meri yad karogi
Ho dil tod ke
Kar yad wo jamana mere pyar ka, chain lut na tu dil ke karar ka
Kar yad wo jamana mere pyar ka, chain lut na tu dil ke karar ka
Ho jab dunia me ho jab dunia me mai na raha
To kise barbad karogi
Ho jab dunia me mai na raha
To kise barbad karogi
Ho dil tod ke hasti ho mera, wafaye meri yad karogi
Ho dil tod ke
Tera dil koi jab bhi dukhayega, yad tujhko ye mera pyar ayega
Tera dil koi jab bhi dukhayega, yad tujhko ye mera pyar ayega
Ho tere dilwale, ho tere dilwale tute jab tar
Roke tab fariyad karogi
Ho tere dilwale tute jab tar
Roke tab fariyad karogi
Ho dil tod ke hasti ho mera, wafaye meri yad karogi
Ho dil tod ke
Shurkiya aapaki navaajisi ka,
Gam ki daulat mujhe ada kar di
Tune hans-hans ke ibtada ki thi,
Mainne ro-ro ke intahaa kar di
Mehandi pyar wali hatho pe lagogi, ghar mere bad gair ka basaogi
Mehandi pyar wali hatho pe lagogi, ghar mere bad gair ka basaogi
Ho mujhe marne se, ho mujhe marne se pehle hi yakin tha
Ki ye kam mere bad karogi
Ho mujhe marne se pehle hi yakin tha
Ki ye kam mere bad karogi
O dil tod ke hasti ho mera, wafaye meri yad karogi
Ho dil tod ke
Jab tahir ki yad tujhe ayegi, teri ankho se ye nind ruth jayegi
Jab tahir ki yad tujhe ayegi, teri ankho se ye nind ruth jayegi
Ho moti ashko ke ho moti ashko ke gir jayenge
To ab mujhe yad karogi
Ho dil tod ke ho dil tod ke hasti ho mera
Wafaye meri yad karogi
Ho dil tod ke ho dil tod ke hasti ho mera
Wafaye meri yad karogi
Ho dil tod ke
Ho dil tod ke