Ya kabhi tujh se ke sakoo hosla mein kitna karo
Rab se puchta rahon tere bin mein kya karoon
Qisam se teri aankhon mein dekh kar
Bahoun mein tere aa kar kahoon
Mein tera sun-hwa ja raha hon bas tera sun-hwa ja raha hon
Teri aankhon mein jo -dubo teri bahoun mein jo jhumu
Saari ghariyaan rokkk ke sochon is qader mein
Mein tera sun-hwa ja raha hon bas tera sun-hwa ja raha hon
Kehte hain khud gharzi mein tujhe pa ke bhi na paon
Saari ghariyaan chaltay rahen tere sada
Anjaan se masoom se woh din thay raat bhar ganay hum suntay
Nid tere sang aaye na kabhi haath thaamay hum jo baithy
Khaali aasmaa mein tarre ginte, dheeray se dil ke raha tujh se
Qisam se teri aankhon mein dekh kar
Bahoun mein tere aa kar kahoon
Mein tera sun-hwa ja raha hon bas tera sun-hwa ja raha hon
Teri aankhon mein jo -dubo teri bahoun mein jo jhumu
Saari ghariyaan rokkk ke sochon is qader
Tera sun-hwa ja raha hon bas tera sun-hwa ja raha hon
Jane na be khayaali mein kya kho gaya
Dil mera bhoolay se na lota dena
Ab tera jo ho gaya zara khayaal mera rakh lena
Roko na yeh silsila kabhi jab waqt tera dhal jaye
Aur aas na dukh paye qareeb aa ke balow meri jaan
Ab bhi tera sun-hwa ja raha hon bas tera sun-hwa ja raha hon
Mein tera sun-hwa ja raha hon bas tera sun-hwa ja raha hon