menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Bane hai ghar javaii

BOMBAYhuatong
farhan345820huatong
歌词
作品
bane hai ham to gharjamai bane hai ham to gharjamai

gharjamai bankar hamne ye hai ijat payi

bane hai ham to gharjamai

subah savere pakad ke istari

ho jau tayar ha ho jasu tyar

subah savere pakad ke istari

ho jau tayar ha ho jasu tyar

sasur ka kurta sans ki sari biwi ki salwar ha

biwi ki salwar sasur ka kurta sans ki

sari biwi ki salwar

banke dhobi karu istari ye hai meri kamai

bane hai ham to gharjamai

bane hai ham to gharjamai

har pehli ko ghar ke naukar

apni tankha paye apni tankha paye

har pehli ko ghar ke naukar apni tankha paye

ham lalchai najaro se un sabko dekhe jaye

ham lalchai najaro se un sabko dekhe jaye

jeb me mere nahi ke payi jeb me mere nahi ke payi

bane hai ham to gharjamai

kabhi kabhi jo sans kahe bajar se sauda la de

kabhi kabhi jo sans kahe bajar se sauda la de

sans ko jitna kata jaye hath apne dikhla de

sans ko jitna kata jaye hath apne dikhla de

yahi hatho ki hai safai yahi hatho ki hai safai bane

hai ham to gharjamai

gharjamai banna hai to baat meri ek mano

gharjamai banna hai to baat meri ek mano

sans sipahi sasur daroga joru afsar jano

fir milegi tumko dud malai milegi tumko dud malai

dudh malai khakar hamne ye hai sehat payi

bane hai ham to ghar jamai

更多BOMBAY热歌

查看全部logo

猜你喜欢