Dil hai bas
De dunga tumhe
Chaho ya na bhi
Gham tere le lunga sabhi
Haa main tera raahi
Hosh toh hai kohne k liye hi
Raat hai roonek liye hi
Khamoshi khamoshi
Sabh kuch yehi hai
Hai kuch bhi nahi
Khamoshi khamoshi
Sabh kuch yehi hai
Hai kuch bhi nahi
Dil yeh jabh dekhta tumhe
Dikhta ek sathi
Chal do bas jaana ho kahi
Banunga sathi
Rastey banane k liye hi
Shor bas satane k liye hi
Khamoshi khamoshi
Sabh kuch yehi hai
Hai kuch bhi nahi
Khamoshi khamoshi
Sabh kuch yehi hai
Hai kuch bhi nahi