menu-iconlogo
logo

Nakshatra

logo
歌词
Nakshatra

Nakshatra

Young king, Na mila pyaar usey ghar se

Sapne they poore karne safar pe

Darr ke, Nahi jeena aur usey darr ke

Tarse adhoora mann, Uska Bhatke

Jai Shiv, Shankar

Kabhi na mitey ye hunger

800 crore log apke darshak hun mai manch par

Dristikon badal kar, Jab zindagi dekhi naaptol ke

Khushnaseeb apni aadaton se

Vanvaas liya jaake badalon mei

Hari Om, Musafir ghume khaali galiyon mei

Sadiyo se they jo gumraah, Naapte nakshe jo they nadiyon se

Uphill, Mulakaat huyi sach se

Sach ye, Suno satsang mera sardiyon mei

Nakshatra

Nakshatra

Nakshatra

Nakshatra

Ho gaya mai, Mukt ab

Prapt kiya, Maine moksh

Kahani meri, Likhi maine jo

Prapt kiya, Maine moksh

Ho gaya mai, Mukt ab

Prapt kiya, Maine moksh

Kahani meri, Likhi maine jo

Prapt kiya, Maine moksh

Bachpan ki Multan ki baat hai

Partition ho gaya, Lucknow chala gaya

Badhi mehantein karni padhi

Pehle paisa kahan hota tha, Sahi baat hai

Shaan maarne se kuch nahi hota

Asliyat bataane se hota hai

Acha toh, Mahatein kari aur gareebi miti

Khaane peene ke layak huye

Maa hamari kehti thi dekho

Bistara chhodte ho

Toh saalo kuch khaane ko milta hai

Nakshatra DRV - 歌词和翻唱