Lyricist : Deepti Mishra
Music : Nayab Raja
Performed: Ghulam Ali & Kavita Krishnamurthi
Track: Anand•Singh•Jha
PR: 245564 (Shaam_E_Ghazal
M - wo nahi mera magar-2, usse mohabbat hai to hai
ye agar rasmo riwajo se, bagawat hai to hai
F - wo nahi mera magar-2, usse mohabbat hai to hai
ye aagar rasmo riwajo se, bagawat hai to hai
M - wo nahi mera magar, usse mohabbat hai to hai
Lyricist : Deepti Mishra
Performed: Ghulam Ali
M - dost bokar dushmano sa wo satata hai mujhe
dost bokar dushmano sa wo satata hai mujhe
fir bhi us jalim pe marna apni fitrat hai to hai
wo nahi mera magar, usse mohabbat hai to hai
Performed: kavita Krishnamurthi
Track: Anand•Singh•Jha
F - jal gaya parwana gar to kya khata hai shamma ki
jal gaya parwana gar to kya khata hai shamma ki
raat bhar jalna jalana uski kismat hai to hai
wo nahi mera magar, usse mohabbat hai to hai
Lyricist : Deepti Mishra
Performed: Ghulam Ali
M - Kab kaha maine ke wo mil jaaye mujhko, main use
Kab kaha maine ke wo mil jaaye mujhko, main use
Gair nah ho jaaye wo, bas itni Hasrat hai to hai
wo nahi mera magar, usse mohabbat hai to hai
Performed: kavita Krishnamurthi
Track: Anand•Singh•Jha
F - door the aur door hai hardam zamin_o_aasma
door the aur door hai hardam zamin_o_aasma
duriyon ke baad bhi dono meine kurwat hai to hai
wo nahi mera magar, usse mohabbat hai to hai
Performed: Ghulam Ali & kavita Krishnamurthi
PR: 245564 (Shaam_E_Ghazal
M - Sach ko maine sach kaha, jab kah diya to kah diya
F - Sach ko maine sach kaha, jab kah diya to kah diya
M&F – ab jamane ki nazar mein ye himaqat hai to hai
wo nahi mera magar, usse mohabbat hai to hai
ye agar rasmo riwajo se, bagawat hai to hai
wo nahi mera magar, usse mohabbat hai to hai