Hum bekhudi me
Baahein jo teri panaah
Kya ab suni hai
Meri dil ki tu hai raza
Chorhti na
Saaye se tere daru
Buri ek aadat
Teri mai lat kyu banu?
To dikhta na raasto me mai
Jaha pe tujhe paane ki thi chah
Lagane ko bhi dil ye jal chuka
Palat ke mod muh liya
Tu dikhna na ab mujhe kahi
Bhulne ka aitbaar hai
Bikhrunga fir se mai nahi
Dafan hua phir ye pyaar hai
Gunehgar hu
Ke tujhse ki fir wafa
Imaratein di gira
Fir khudse mai na mila
Hua pyaar tha
Mili hai jiski saza
Khud se mai thak chuka
Thikana fir na mila
Hum bekhudi me
Baahein jo teri panaah
Kya ab suni hai
Meri dil ki tu hai raza
Chorhti na
Saaye se tere daru
Buri ek aadat
Teri mai lat kyu banu?
Ab kaisa daur apne pyaar ka yeh aaye
Ab saari baatein, mujhe hi kyu chubhe jaye
Ab kyu yeh raatein, kaate bhi na hai kat paaye
Kya inn halato mei bhi milti hai wafaye, Khair
Mujhe sataye mujhe apna bataye
Itni si yeh baat unhe samajh kyu na aaye
Mujhe hataye kisi aur le aaye
Fir bhi apna maan kar deta tujhe duaye
Woh bhi din khaas the jiye humne jo sath the
Tum mere pass the, ab bach gayi hai aas yeh
Badle the raaste, haan thode the woh waaste
Zinda ab lash yeh, bass chal rahi awaaz se
Yaad ki maine, teri saari ab woh qurbate
Aaj tak bhula na paaya aisi teri harkate
Chahta hu itna tujhe tere liye mar mite
Sangeet ki marham mera, deta yahi barkate
Haan deta yehi barkate
Haan deta yehi barkate
Hai sangeet hi marham apna
Aur hai deta yehi barkate