Hmm...hmm...
Hmm...hmm...hmm
Hmm...hmm...hmmm hmm
Hmm...hmm...
Dil aisa...kisi ne mera...toda
Barbaadi ki taraf aisa moda
Dil aisa kisi ne mera toda
Barbaadi ki taraf aisa moda
Ek bhale maanush ko
Amanush banaake chhoda
Dil aisa kisi ne mera toda
Barbaadi ki taraf aisa moda
Saagar kitna, mere paas hai
Mere jeevan mein, phir bhi pyaas hai
Saagar kitna, mere paas hai
Mere jeevan mein, phir bhi pyaas hai
Hai pyaas badi jeevan thoda
Amanush banaake chhoda
Dil aisa kisi ne mera toda
Barbaadi ki taraf aisa moda
Kehte hain ye duniya ke raaste
Koi manzil nahin, tere vaaste
Kehte hain ye duniya ke raaste
Koi manzil nahin, tere vaaste
Nakaamiyon se naata mera joda
Amanush banaake chhoda
Dil aisa kisi ne mera toda
Barbaadi ki taraf aisa moda
Dooba suraj, phir se nikle
Rehta nahin hai andhera
Mera suraj, aisa rutha
Dekha na maine savera
Ujaalon ne saath mera chhoda
Amanush banaake chhoda
Dil aisa kisi ne mera toda
Barbaadi ki taraf aisa moda
Ek bhale maanush ko
Amanush banaake chhoda
Dil aisa kisi ne mera toda
Barbaadi ki taraf aisa moda