Main sitaron ka tarana
Main bahaaron ka fasana
Leke ek angdaayi mujh pe
Da al nazar ban ja deewana
Main sitaron ka tarana
Main bahaaron ka fasana
Leke ek angdaayi mujh pe
Daal nazar ban ja deewana
(Kishore Kumar Begins)
Roop ka tum ho khazana
Tum ho meri jaan ye maana
Lekin pehle de do mera
Paanch rupaiya baara aana
Paanch rupaiya baara aana
Maarega bhaiya, na na na na
Maan gayi, bhool gayi dil jigar
Humse nishaani maango na
Dilruba, kya kaha dil jigar
Kya hai jawan i maango na
Tere liye majnu ban sakta hoon
Laila laila kar sakta hoon
Chaahe namoona dekh lo, haaye
Khoon-e-dil peene ko aur
Lakht-e-jigar khaane ko
Khoon-e-dil peene ko aur
Lakht-e-jigar khaane ko
Ye giza milti hai Laila
Ye giza milti hai Laila
Tere deewane ko, tere deewane ko
O ho. ho. josh -e-ulfat ka zamana
Laag e hai kaisa suhana
Leke ek angdaayi mujh pe
Daal nazar ban ja deewana
Maanta hoon hai suhana
Josh-e-ulfat ka zamana
Lekin pehle de do mera
Paanch rupaiya baara aana
Paanch rupaiya baara aana
Ghum bhula saaj uthaa
Raag mere roop ke tu gaaye ja
Aye dilruba, hoye dilruba
Haan isi and aaz se farmaaye ja
Geet suna sakta hoon dadra
Gin kar poore baara maatra
Chaah e namoona dekh lo, haaye
Dheere se jaana bagiyan mein
Dheere se jaana bagiyan mein, re
Bhawra dheere se jaana bagiyan mein
Hoye lalaa, dheeng lalaa
Hoye lalaa, haaye
O ho ho. tu kala ka hai deewana
Aata hai kya tujhko bahana
Leke ek angdaayi mujh pe
Daal nazar ban ja deewana
Haan ye achcha hai bahana
Main kala ka hoon deewana
Lekin pehle de do mera
Lekin pehle de do mera
Paanch rupaiya baara aana
Paanch rupaiya baara aana
Maarega bhaiya, na na na na
Bekhabar pyar kar
Dhan ki duniya kya hai, dhalti c haya hai
Haaye haaye haaye dilruba, sach kaha
Saach tera pyaar, baaki maaya hai
Tere liye jogi ban sakta hoon
Jungle jungle phir sakta hoon
Chaahe namoona dekh lo haaye
Teri gatthri mein laaga c**r, musafir
Jaag zara tu jaag zara
Teri gatthri mein laaga c**r, musafir
Jaag zara tu jaag zara
Teri gatthri mein laaga c**r, musafir
O ho ho. main hoon teri jaan-e-jaana
Aa mujhi se lau lagana
Leke ek angdaayi mujh pe
Daal nazar ban ja deewana
Jai guru maine ye maana
Tu hai meri jaan-e-jaana
Lekin pehle de do mera
Ek dui tran char paanj
Paanch rupaiya baara aana
Paanch rupaiya baara aana
Maarega bhaiya, na na na na
Paanch rupaiya baara aana