Labon ko, labon pe, sajao
Kya ho tum, mujhe ab, batao
Labon ko, labon pe, sajao
Kya ho tum, mujhe ab, batao
Todo toh, khud ko tum
Baahon mein, meri baahon mein
Meri baahon mein, meri baahon mein
Baahon mein, meri baahon mein
Meri baahon mein, meri baahon mein
Aaa... aaa.. aaa...
Aaaha ha.. aaa...
Tere ehsaanso mein,
Bheege lamhaaton mein
Mujhko dooba tishnagi si hai
Teri adaaon se, dilkash khataao se
Inn lamho mein zindagi si hai
Hayaa ko zara, bhool jaao
Meri hi tarah, pesh aao
Kho bhi do, khud ko tum
Raaton mein, meri raaton mein
Meri raaton mein, meri raaton mein
Aaa.. aaa... aaa..
Labon ko, labon pe, sajao
Kya ho tum, mujhe ab, batao
Tere jazbaaton mein,
Mehki si saanson mein
Ye jo mehek, sandili si hai
Dil ki panaho mein, bikhri si aaho mein
Sone ki khwaahish, jagi si hai
Chehre se chehra, chupaao
Seene ki dhadkan, sunaao
Dekh lo, khud ko tum
Aankhon mein, meri aankhon mein
Meri aankhon mein, meri aankhon mein
Aaa... aaa... aaa...
Labon ko, labon pe, sajao
Kya ho tum, mujhe ab, batao