Likha hai teri aankhon mein
Kiska afsaana
Likha hai teri aankhon mein
Kiska afsaana
Agar isse samajh sako
Mujhe bhi samjhana
Likha hai teri aankhon mein
Kiska afsaana
Jawab tha kisi tamanna ka
Likha to hai magar adhoora sa
Are o o o o o o o o o o
Jawab tha kisi tamanna ka
Likha to hai magar adhoora sa
Oo kaisi na ho meri har baat adhoori
Abhi hoon aadha deewana
Likha hai teri aankhon mein
Kiska afsaana
Agar isse samajh sako
Mujhe bhi samjhana
Likha hai teri aankhon mein
Kiska afsaana
Jo kuchh nahi to yeh ishaare kyun
Thahar gaye mere sahare kyun
Are o o o o o o o o o o
Jo kuchh nahi to yeh ishaare kyun
Thahar gaye mere sahare kyun
Oo.. thoda sa hasinon ka
Sahara leke chalna
Hai meri aadat rozaana
Likha hai teri aankhon mein
Kiska afsaana
Agar isse samajh sako
Mujhe bhi samjhana
Likha hai teri aankhon mein
Kiska afsaana
Yahaan vahaan fiza mein aawara
Abhi talak ye dil hai bechara
Are o o o o o o o o o o
Yahaan vahaan fiza mein aawara
Abhi talak ye dil hai bechara
O..dil ko tere hum khaakh na samajhe
Tujhi ko humne pehchaana
Likha hai teri aankhon mein
Kiska afsaana
Agar isse samajh sako
Mujhe bhi samjhana
Likha hai teri aankhon mein
Kiska afsaana