Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main,
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai
Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main,
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai.
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai.
Tumpe marte hain kyon,
hum nahin jaante.
Tumpe marte hain kyon
hum nahin jaante.
Aisa karte hai kyun
hum nhi jaante
Band galiyon se chup chup ke
hum guzarne lage.
Saari duniya se rah rah kar
hum to darne lage.
Hai ye kya karne lage.