menu-iconlogo
huatong
huatong
歌词
作品
Yaadon mein jalte rehna tera mera

Yaadon mein jalte rehne ko mile hai kya

Yaadein bhi leja tu apni jahaan chalaa

Yaadon me doobe din bhi dhale hai kya

Tumse…

Haalanki ye ehsaas hai tu paas hai

Phir kyun abhi se hi mujhe

Yaadein teri aane lagi

Chhodo meri toh khair hai

Jinpe chale hum saath mein

Unn raaston ki jaan bhi jaane lagi

Yaadon mein jalte rehna tera mera

Yaadon mein jalte rehne ko mile hai kya

Yaadon mein jeena to

sabse badi saza lage

Yaadon se jaana ki faasley hain kya

(Portuguese part)

Aa…

Tumse vaada nahi

Tumse shikwa nahi

Tera woh hai jahaan

Hoke main na jahaan

Tumse doori nahi

Tumse bhichdi nahi

Thoda sa tu wahaan

Thodi si main yahaan

Tumse…

猜你喜欢

Yaadon Mein Mohd. Irfan, Jonita Gandhi, Cuca Roseta - 歌词和翻唱