A-Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
B-Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
A-Mar jaayenge aasiq warna
Itna karam kar lena
B-Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
-
A-Meri subah aur meri shaam
Aati hai lekar aap ka naam
Aap ka naam
-
B-Aap ke hi kadmo mai sanam
Gujregi meri umra tamaam
Umra tamaam
Hum ko juda mat karna
Chahe sar ko kalam kar dena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
-
B-Maine apni khushiya tamaam
Kar di aaj se aap ke naam
Aap ke naam
-
A-Pyar ka jab aagaaz kiya
Kyun soche dil ka anjaam
Dil ka anjaam
B-Dil pe hamare tiro ki barkha
Jitna ho dum kar lena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena