Track Create by Rocky
M-Sathiyaa tune kyaa kiyaa....
Beliyaa yeh tune kyaa kiyaa....
F-Main ne kiyaaa teraa intezaar....
M-Itnaa karo naa mujhe pyaar....
Itnaa karo naa mujhe pyaar....
F-Sathiyaa tune kyaa kahaa....
Beliyaa yeh tune kyaa kahaa....
M-Yoo naa kabhi karnaa intezaar....
F-Main ne kiyaa hai tumse pyaar....
Main ne kiyaa hai tumse pyaar....
M-Sathiyaa tune kyaa kiyaa....
F-Beliyaa yeh tune kyaa kiyaa....
DON'T FORGET FOLLOW MR.ROCKY
M-Itni mohabbat, seh naa sakuungaa....
Sacch mano zindaa, reh naa sakuungaa....
F-Tujhko sambhaloon, yeh mera zimma....
Main hoon to kyaa hum,
jaan-e-tamanna....
M-Ab jeena marnaa meraa....
Jaanam tere haath hai....
F-Main ne kahaa naa sanam....
Ab tuu mere saath hai....
M-To phir sambhaal
Key main chalaa
F-Janaa kahaan
Aa dil mein aa....
F-Sathiyaa tune kyaa kiyaa....
Beliyaa yeh tune kyaa kiyaa....
M-Yoo naa kabhi karnaa intezaar....
F-Main ne kiyaa hai tumse pyaar....
Main ne kiyaa hai tumse pyaar....
M-Itna..Karona Mujhse pyaar..