Har dil jo pyar karega
Voh gana gayga
Har dil jo pyar karega
Voh gana gayega
Deewana saikdon mein
Pehchana jayega
Deewana sekdon mein
Pehchana jaayega
Deewana
Aap hamare
Dil ko churakar
Aankh churaye jaate hain
Yeh ek tarfa
Rasme e wafa hum
Phir bhi nibhaye jate hain
Chahat ka dastoor hai
Lekin aap ko hi
Maaloom nahin ooo
Jis mehfil mein
Shamma ho
Parwana jayega
Deewana saikdon mein
Pehchana jayega
Deewana
Har dil jo pyaar karega
Voh gana gayega
Deewana saikdo mein
Pehchana jayega
Deewana
Bhooli bisri
Yaadein meri
Hanste gaate
Bachpan ki
Raat beraat
Chali aati hai
Neend churane
Nainan ki
Ab keh doongi
Karte karte
Kitne sawan
Beet gaye ho
Jaane kab
In aankho ka
Sharmana jayega
Deewana saikdon mein
Pehchana jayega
Deewana
Har dil jo pyar karega
Voh gana gayega
Deewana sekdon
Mein pehchana jaayega
Deewana
Apni apni
Sabne keh li
Lekin hum
Chup chap rahe
Dard paraya
Jisko pyara
Voh kya
Apni baat kahe
Khamoshi ka
Yeh afsana
Reh jayega
Baad mere ooo
Apna ke har kisi ko
Begana jaayega
Deewana saikdon mein
Pehchana jayega
Deewana
Deewana
Deewana
Deewana