Mere man ki ganga aur tere man ki jamuna ka
Bol raadha bol sangam hoga ki nahi
Are bol radha bol sangam hoga ki nahi
Nahi, kabhi nahi
Kitni sadiya beet gayi hai haye tujhe samjhane me
Mere jaisa dheeraj wala hai koi aur zamane me
Man ka badhta bojh kabhi kam hoga ki nahi
Bol radha bol sangam hoga ki nahi
Mere man ki ganga aur tere man ki jamuna ka
Bol radha bol sangam hoga ki nahi
Are bol radha bol sangam hoga ki nahi
Jaa jaa
Do nadiyo ka mel agar itna paawan kahlata hai
Kyu na jaha do dil milte hai, swarg waha bas jaata hai
Har mausam hai pyaar ka mausam hoga ki nahi
Bol radha bol sangam hoga ki nahi
Mere man ki ganga aur tere man ki jamuna ka
Bol radha bol sangam hoga ki nahi
Are bol radha bol sangam hoga ki nahi
Teri khatir main tarsa yu jaise dharti sawan ko
Radha radha ek ratan hai saans ki aawan jaawan ko
Patthar pighale dil ye tera naam hoga ki nahi
Bol radha bol sangam hoga ki nahi
Mere man ki ganga aur tere man ki jamuna ka
Bol radha bol sangam hoga ki nahi
Are bol radha bol sangam hoga ki nahi
Jao na kyon satate ho hoga, hoga, hoga