Shahe madina shahe madina shahe madina
Taiba ke wali sare nabi tere dar ke sawali
Shahe madina shahe madina
Jalwe he sare tere hi dam se, aabad aalam tere karam se
Aabad aalam tere karam se
Baqi har ek she, naqshe khayali, sare nabi tere dar ke sawali
Shahe madina shahe madina
Tere liye hi duniya bani he, neele falak ki chaadar tani hai
Neele falak ki chaadar tani hai
Tu agar na hota, duniya thi khali, sare nabi tere dar ke sawali
Shah-e-madina shahemadina shah-e-madina
Tune jahan ki mehfil sajai, taarikiyon mein shamma jalayi
Taarikiyon mein shamma jalayi
Hay sente jai , hay sente jai
Tera tegani sari nabitere garike sawali
Shah-e-madina shah-e-madina shah-e-madina
Kandhe pe tere kamli he kaali, sare nabi tere dar ke sawali
Shah-e-madina shah-e-madina shah-e-madina