Shakti hain bhakti hain
Janmo ki mukti hain
Jeevan ka ye sampurn saar hain
Yug yug se kan kan mein
Sristi ke darpan mein
Vedo ki katha apaar hain
Gharmo ki gatha hain
Devo ki bhasha hain
Sadiyon ke itihaas ka pramaan hain
Krishna ki mahima hain
Geeta ki garima hain
Grantho ka granth ye mahaan hain
Shakti hain bhakti hain
Janmo ki mukti hain
Jeevan ka ye sampurn saar hain
Vedo ki katha apaar hain
Gharmo ki gatha hain
Devo ki bhasha hain
Sadiyon ke itihaas ka pramaan hain
Krishna ki mahima hain
Geeta ki garima hain
Grantho ka granth ye mahaan hain