Awaaz ka ye husn to din chaar rhega
Awaaz ka ye husn to din char rhega
Ye ashq mere naat sunate hi rahenge
Ye ashq mere naat naat sunate hi rahenge
Aaj Ashq Mere Naat Sunaye Toh Ajab Kya
aaj ashq mere naat sunaye to ajab kya
aaj ashq mere naat sunaye to ajab kya
Sunn Kar Woh Mujhe Pas Bulaye Toh Ajab Kya
sun kar wo mujhe paas bulaye to ajab kya
Aaj ashq mere naat sunaye to ajab kya
Sun kar wo mujhe paas bulaye to ajab kya
aur un Par Toh Ghunahgaar Ka Sab Haal Khula Hai
un par to un par to gunahgaar ka sab haal khula hai
Iss Par Bhi Woh Daaman Me Chupaye Toh Ajab Kya
is par bhi wo daman me chupaye to ajab kya hai
aaj ashq mere naat sunaye to ajab kya
aur Muh Dhanp Ke Rakhna Ke Ghunahgaar Bohot Hu
muh dhap ke rakhna ke gunahgaar bhot hun
Muh dhap ke rakhna ke gunahgaar bhot hun
Maiyat Ko Meri Dekhne Aaye Toh Ajab Kya
maiyat ko mere dekhne aaye to ajab kya
Mujrim ko na sharma ahbaab kafan dhak do dafan dhak do
mujrim ko na sharmao ahbaab kafan dhak do
muh dekh ke kya hoga parde me bhalayi hai
muh dhaap ke rakhna ki gunahgaar bhoot hu
Mayyat ko meri dekhne aaye to ajab kya
Aaj ashq mere naat sunaye to ajab kya
Na Zaad E Safar Hai Na Koi Kaam Bhale Hai
na zaad e na zaad e safar hai na koi kaam bhale hai
Fir bhi wo mujhe dar pe bulaye to ajab kya
Fir bhi wo mujhe dar pe bulaye Toh Ajab Kya
un par to ..un par to...un par to..
gunahgaar ka sab haal..sab haal khula hai
Un par to gunaahgar ka sab haal sab haal sab sab haal khula hai
Fir bhi wo is par bhi wo daman me chupaye to ajab kya
rahmatul lilalamin jo thehre..
Is par bhi wo daman me chupaye to ajab kya
tumhari yaad ko kaise na zindagi samjhu
Yhi to ek sahara hai zindagi ke liye
Mere to aap hi sab kuch hai ya rasul allah
Mere to aap hi mere to aap hi..
sab kuch hai ya rasulallah
mai jee rha hu zamane me aaphi ke liye
Un par to gunahgaar ka sab haal khula hai
Is par bhi wo daman me chupaye to ajab kya
Aaj ashq mere naat sunaye to ajab kya
Woh Husn E Do Aalam Hai Adeeb Unke Karam Se
Wo husn e do alam hai adeeb unke karam se
Sehra Me Agar Phool Khilaye Toh Ajab Kya
Mere dil ke sehra me.
agar phool khilaye toh ajab kya
aaj ashq mere naat sunaye to ajab kya
To ajab kya....