Aye Mere Humsafar – Ab Mujhe Raat Din
Tum ko dekhe beena chain milta nahi
Dil pe ab toh koi zor chalta nahi
Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman
Haad se badhne laga mera deewanapan
Kaise naa milegi manzil pyaar ki
Aye mere humsafar, ik zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
Aye mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera, kyun naa thamega toofan
Jaadu hain kaisa dil ki lagi mein
Doob gaya hu is bekhudi mein
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
(Ho ho aa
ha ha ha
la la la la la la
Ae mere humsafar) x3