menu-iconlogo
huatong
huatong
payal-devstebin-ben-baarish-cover-image

Baarish

Payal Dev/Stebin Benhuatong
由bruncsika上传
Yaad aa jaati hai mujhe wo teri hansi

Muskura jaati hai khud ye palkein meri

Yaad aa jaati hai mujhe wo teri hansi

Muskura jaati hai khud ye palkein meri

Kabhi aesa bhi hota hai bhula deti main tujh ko

Magar boondein meri har koshish barbaad karti hai

Tumhe baarish bada yaad karti hai

Tumhe baarish bada yaad karti hai

Aaj bhi mujh se teri baat karti hai

Tumhe baarish bada yaad karti hai

Tumhe baarish bada yaad karti hai

Aaj bhi mujh se teri baat karti hai

Tumhe baarish bada yaad karti hai

Wo pehli nazar wo chehra tumhara

Jab aankhon se tumko tha dil mein utaara

Wo pehli nazar wo chehra tumhara

Jab aankhon se tumko tha dil mein utaara

Main bhula nahi hoon panaho ko teri

Wo jis mein tha meine zamana guzara

Bichhadne se pehle tera wo mujh se lipat jana

Wo bebas nigahe meri abtak fariyaad karti hai

Tumhe baarish bada yaad karti hai

Tumhe baarish bada yaad karti hai

Aaj bhi mujh se teri baat karti hai

Tumhe baarish bada yaad karti hai

热门翻唱

猜你喜欢

查看更多logo

相关歌单

查看更多logo