teri meri meri teri prem kahani hai mushkiqul
do lazon mein ye bayaan naa ho paae
ek ladka aur ek ladkee kee ye kahaani hai naee
do lazon mein ye bayaan naa ho paae
teri meri meri teri prem kahani hai mushkiqul
do lazon mein ye bayaan naa ho paae
ek-duje se hue juda, jab ek-duje ke liye bane
teri meri meri teri prem kahani hai mushkiqul
do lazon mein ye bayaan naa ho paae
tum se dil jo lagaaya to jahaan maine paayaa
kabhi sochaa naa tha ye milon dur hoga saaya
kyun khuda tuune mujhe aisa khwaab dikhaaya
jab haqiqat main use todna tha
ek-duje se hue juda, jab ek-duje ke liye bane
teri meri meri teri prem kahani hai mushkiqul
do lazon mein ye bayaan naa ho paae
teri-meri baathon ka har lamhaa saba se anjaanaa
do lazon mein ye bayaan naa ho paae
har ehasaas mein too hai, har ek yaad mein tera afasaana
do lazon mein ye bayaan naa ho paae
saara din biit jae, saaree raat jagaae
bas khyaal tumhaara lamaha-lamaha tadpaae
ye tadap kah rahi hai mit jaaen faasale ye
tere-mere darmiyaan jo hain saare