Dekha jahan mein tumsa na koi
Baatein wafa ki jo kare
Berang se jo
Khwaab the mere
Tumse Muqamal ho gye
Ae mere humsafar
Saath hai tu agar
Bewajah Zindagi
Lagti hai asaan
Dil ki yeh aarzoo
Aa ja na yaar tu
Teri hi yaad mein
Jalta main raha
Sun zara sun zara
Mere meherbaan
Shaamein ho teri
Tumse ho subah
Aahatein Aahatein
Milti raahtein
Tu jo aa bane
Mera aasra
Sun zara sun zara
Sun zara sun zara
Dhunda Bazaron mein
Kitne hazaaron mein
Ishq nibhana aasan nahi
Laakhon duaein ki
Dar dar pe bathka main
Dil ne tha chaaha
Tumsa hi koi
Sun zara bekhabar
Dhundti yeh nazar
Aaj ki raat tu
Thaam le zara
Dil ki yeh aarzoo
Aa ja na yaar tu
Teri hi yaad mein
Jalta main raha
Sun zara sun zara
Mere meherbaan
Shaamein ho teri
Tumse ho subah
Aahatein Aahatein
Milti raahtein
Tu jo aa bane
Mera aasra
Sun zara sun zara
Sun zara sun zara