menu-iconlogo
logo

Shukriya (From "Haathi Mere Saathi") - Single

logo
歌词
Bhavro ki gun gun gun

Titli ki run jhun jhun jhun

Bhavro ki gun gun gun

Titli ki run jhun run jhun

Hawao ki san san san san

Kahe shukriya

Shukriya shukriya shukriya shukriya

Shukriya shukriya shukriya shukriya

Bhavro ki gun gun gun

Titli ki run jhun jhun jhun

Hawao ki san san san san

Kahe shukriya

Shukriya shukriya shukriya shukriya

Shukriya shukriya shukriya shukriya

Kirno ki kilkariya

Pedoon ki angdaiya

Pattiyan kahe shukriya

Oh kali kahe shukriya

Nadiya kahe sar sar sar sar

Jharno ki had bad had bad

Pathrile uche pervat

Mausam ke saare kartab

Panchiyo ki anban anbn

Kahe shukriya

Shukriya shukriya shukriya shukriya

Shukriya shukriya shukriya shukriya…

Ghan ghan ghan ghan gaaye

Ghir ghir ghir ghir ghatayein

Ambar ke mathein pe dekho

Bijlee tharrayein

Gun gun gun gun

Gun gun gun gun

Oll toofaan ye gaaye

Ha ha bhi dahrayein

Ha tere hi hone se

Hum aaye jaaye

Rattiyaan ki gehrayiaan

Chingoor ki gusthakhiyaan

Dil se kahe shukriyaa

Oo sathi re tera shukriyaa

Gun gun gun gun

Gun gun gun gun..oye oye oye oye

Bhabroon ki gun gun gun gun

Titli ki run jhun run jhun

Bhabroon ki gun gun gun gun

Titli ki run jhun run jhun

Hawao ki san san san san

Kahe shukriya

Shukriya shukriya shukriya shukriya…

Shukriya shukriya shukriya shukriya…

Mati ka putla hu mein

Kudrat ka khatra hu mei

Jo sahi hai karunga sada

Mera karj karunga ada

Jo sahi hai karunga sada

Mera karj karunga ada

Shukriya (From "Haathi Mere Saathi") - Single Rituraj Mohanty - 歌词和翻唱