Shayad kabhi mujhe lagta yahi
Kyu bhatkta hun main
Raston main yun hi
Gumsum hai dil khamosh zubaan
Pareshan hai mann kyn
Main jaanu na
Sab kehte hain chodo ye raah
Maine suni hai mann ki aawaz
Rukna nahi hai mere o yaar
Samjhege ye tumhe
Kabhi na kabhi
Shayad kabhi
Pareshan hai mann
Khud kay sawalon say aaj
Dil kehta mujhe kar zara intezaar
Maana muskil magar naamumkin nahi
Kar himmat zra o bandeiya
Sab kehte hain chodo ye raah
Maine suni hai mann ki aawaz
Rukna nahin hai mere o yaar
Samjhege ye tumhe
Kabhi na kabhi
Shayad kabhi :)