Main ne jise abhi abhi dekh hai kaun hai woh anjaani
Usey jitna dekhun utna sochun kya usey main kehdun

Woh hai koi kali ya koi kiran ya hai koi kahaani

Pretty woman
Pretty woman dekho dekho na pretty woman

Pretty woman tum bhi kaho na pretty woman

Pretty woman tum bhi kaho na o pretty woman
Yo pretty woman
Listen up girl why you feel this way
Don't you see the sun shine come in up the day
You better feel with light just like day after night
Don't met to the sun shine out of your sight
Cause I can feel you
Can you feel it
When I say that I can feel you here
Can you feel it
Sone ka rang hai sheeshe ka ang hai jo dekhe dang hai
Kya kahun hairaan main bhi hoon
Yeh kya andaaz hai itna kiyun naaz hai is mein kya raaz hai
Kya kahun
Woh to pal mein khush hai pal mein khafa badle woh rang har gharri
Par jo bhi dekhun roop us ka lagti hai pyaari bari
Usey jitna dekhun utna sochun kya usey main kehdun
Pretty woman
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho na pretty woman
Aankhon mein hai nasha zulfon mein hai ghata
Pehle ham ne adaa yeh haseen dekhi na thi kaheen
Dekhi jo yeh pari masti dil mein bhari
Hai yeh jaadu gari ya nahi
Na to jaanun kya hai naam na jaanun
Main pata par itna hai main ne jaana
Isey dekh le aik nazar bhar ke usko kar de woh deewana