SMA's Music Library Presents...
Meraj-Ae-Ghazal...
(aaaa.... aaaa....aa..aa..aa...
aaaaa aaaaa aaaaaa a...
phir saawan rut ki pawan chali
tum yaad aaye tum yaad aaye
phir saawan rut ki pawan chali
tum yaad aaye tum yaad aaye
phir patton ki paajeb baji
tum yaad aaye tum yaad aaye
phir saawan rut ki pawan chali
tum yaad aaye
tum yaad aaye...)
Singer: Asha Bhosle and Ghulam Ali
Music Director: Ghulam Ali
Lyricist: Nasir Kazmi
phir kuunjein bolin
ghaas ke hare samundar mein
#############
phir kuunjein bolin
ghaas ke hare samundar mein
rut aai pile phuulon ki
tum yaad aaye tum yaad aaye
(phir saawan rut ki pawan chali
tum yaad aaye
tum yaad aaye)
Karaoke Music Track: SMA's Music Library..
pahale to main chikh ke roya
aur phir hansane laga
##############
pahale to main chikh ke roya
aur phir hansane laga
baadal garaja bijali chamaki
tum yaad aaye tum yaad aaye
(phir saawan rut ki pawan chali
tum yaad aaye
tum yaad aaye
aaaa.... aaaa....aa..aa..aa...
aaaaa aaaaa aaaaaa a...)
সবুজ মনের মিউজিক লাইব্রেরীর সাথে থাকুন, প্রিয় গানে থাকুন, আনন্দে থাকুন, ভালো থাকুন...
phir kaaga bola
ghar ke suune aangan mein
############
phir kaaga bola
ghar ke suune aangan mein
phir amrrit ras ki buund padi
tum yaad aaye tum yaad aaye
(phir saawan rut ki pawan chali
tum yaad aaye
tum yaad aaye)
সবুজ মনের আড্ডা....
din bhar to main duniya
ke dhandhon mein khoya raha
#############
din bhar to main duniya
ke dhandhon mein khoya raha
jab diwaaron se dhuup dhali
tum yaad aaye tum yaad aaye
(phir saawan rut ki pawan chali
tum yaad aaye tum yaad aaye
phir patton ki paajeb baji
tum yaad aaye tum yaad aaye
phir saawan rut ki pawan chali)
tum yaad aaye
tum yaad aaye
tum yaad aaye
tum yaad aaye
~~~~~~~~~~~~~~