O aisa lagta hai
Jo na hua hone ko hai
Aisa lagta hai
Abb dil mera
Khone ko hai
Varna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukati
Neende meri kyun udd jaati
Aisa lagta hai
Jo na hua hone ko hai
Aisa lagta hai
Abb dil mera
Khone ko hai
Varna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukati
Neende meri kyun udd jaati
O aisa lagta hai
Jo na hua hone ko hai
Koi chehraa nigaho
Pe chhane laga
Koi abb roj khwabo
Mein aane laga
Aayi rut jo nayee
Jage armaan kayi
Mausam koi ghajal
Jaise gaane laga
O aisa lagta hai
Jaise nasha hone ko hai
Hooo aisa lagta hai
Hosh mera khone ko hai
Varna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukati
Neende meri kyun udd jaati
O aisa lagta hai
Jo na hua hone ko hai
Mehki mehki fija ne
Li angdaiya
Neeli neeli hai
Baadal ki parchaiya
Thandi thandi hawa
Layi raag naya
Gunji gunji si hain
Jaise shehnaiya
O aisa lagta hai
Koi mera hone ko hai
Aisa lagta hai
Har fasala khone ko hai
Varna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukati
Neende meri kyun udd jaati
Hoo aisa lagta hai
Jo na hua hone ko hai
Aisa lagta hai
Abb dil mera khone ko hai
Varna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukati
Neende meri kyun udd jaati