Mera nabi mera nabi mera nabi
Wo mra nabi mera mera nabi hai
Wo mra nabi mera mera nabi hai
Ha ha mera nabi hai wo mera nabi hai
Wo jiske liye mehfile konain saji hai
Firdaus-e-bari jiske wasile se bani hai
Wo jiske liye mehfile konain saji hai
Firdaus-e-bari jiske wasile se bani hai
Wo haashmi makki madaniul arabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Ha ha mera nabi hai wo mera nabi hai
Allah ka farman "alam nashrah la ka sadrak"
Mansoob hai jis se "wa rafa'na la ka zikrak"
Allah ka farman "alam nashrah la ka sadrak"
Mansoob hai jis se "wa rafa'na la ka zikrak"
Jis zaat ka quran mein bhi zikr-e-jali hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Ha ha mera nabi hai wo mera nabi hai
Wasshamso duha chehra-e-anwar ki jalak hai
Wallayl saja gaisu-e-hazrat ki lachak hai
Wasshamso duha chehra-e-anwar ki jalak hai
Wallayl saja gaisu-e-hazrat ki lachak hai
Aalam ko ziya jiske wasile se mili hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Ha ha mera nabi hai wo mera nabi hai
Ahmad hai muhammad hai wohi khatme rusool hai
Makhdum o murabbi hai wahi wali-e-kul hai
Ahmad hai muhammad hai wohi khatme rusool hai
Makhdum o murabbi hai wahi wali-e-kul hai
Us par hi nazar sare zamaane ki lagi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Ha ha mera nabi hai wo mera nabi hai
Tasin muzzamilo yaseeno wa muddasiro taha
Kya kya naye alqabon se maula ne pukara
Tasin muzzamilo yaseeno wa muddasiro taha
Kya kya naye alqabon se maula ne pukara
Kya shaan hai uski ke jo ummi laqabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Wo mera nabi mera nabi mera nabi hai
Ha ha mera nabi hai wo mera nabi hai