Jaana Tu Aata Nahi
Sapno Se Jaata Nahi
Mil Jaye Kya Hi Baat Thi
Kamil Ho Jaati Wahi
Haan Main Tere Sawalon Ka Manzar Hu
Jo Tu Maange Jawabon Me Rehti Hu
Me Bhi Sochun Vo Pal Saare Mil Jayein
Teri Hoke Na Teri Hi Rehti Hun
Mein Bhi Chahun Yahi Pe Tu Ruk Jaana
Kitna Chaha Tha Mujko Ye Keh Jaana
Teri Mujhse Ye Doori Me Hone Nahi Deti
Har Lamha Me Khudse Ye Kehti Hu
Tu Aata Nahi
Sapno Se Jaata Nahi
Mil Jaye Kya Hi Baat Thi
Kaamil Ho Jaati Wahin
Jo Bhi Ho Raaz Tera
Mujhko Batata Nahi
Mil Jaye Kya Hi Baat Thi
Kamil Ho Jaati Wahin=
Sambhal Ke Rakha Woh Phul Mera Tu
Meri Shayari Me Zaroor Raha Tu
Jo Aakhon Mein Pyari Si Duniya Basayi
Woh Duniya Bhi Tha Tu Woh Lamha Bhi Tha Tu
Han Lagte Hai Mujhhko Yeh Kise Satane
Deta Na Dil Mera Tujhko Bhulane
Adhoore Se Waade Adhoori Si Raatein
Ab Hisse Me Dakhil Mere Bas Woh Yaadein
Rehna Tha Banke Hum-Dum Tera
Aise Jana Hi Tha Fir Tu Kyu Thehra
Ab Na Maane Mera Dil
Ku Na Tere Kabil
Thi Ik Arzoo Ki Main Kehti Rahi Par
Tu Aata Nahi
Sapno Se Jaata Nahi
Mil Jaye Kya Hi Baat Thi
Kaamil Ho Jaati Wahi
Jo Bhi Ho Raaz Tera
Mujhko Batata Nahi
Mil Jaye Kya Hi Baat Thi
Kaamil Ho Jati Wahi