Kal college bandh ho jayega
Tum apne ghar ko jaoge
Kal college bandh ho jayega
Tum apne ghar ko jaoge
Phir ik ladka ik ladki se
Judaa ho jayega
Wo mil nahi payega
Tum mujh se juda ho jaogi
Bolo kaise reh paooonga
Tum mujh se juda ho jaogi
Bolo kaise reh paooonga
Main tera deewana peeche peeche
Tere ghar tak aaoongaa
Tujhe apna banaoonga
Tum mujh se juda ho jaogi
Bolo kaise reh paooonga
Ab kitabon mein lagta nahin dil
Padhna likhna hua mera mushkil
dekhte hi tujhe keh utha dil
Mil gyi hai mujhe meri manzil
meri ankhon mein bolo to kya hai
Sach kahun inme mera chehra hai
Tujhe sanson mein basaoongaa
Tum mujh se juda ho jaogi
Bolo kaise reh paooonga
Tum mujh se juda ho jaogi
Bolo kaise reh paooonga
ghar mein mummy ki nazrein hongi
Bahar daddy ka pehra hoga
jitna rokega humko zamana
Pyar utna hi gehra hoga
tu hai deewana khud se begana
Thoda pagal hai thoda anjana
Meri nindiya tum churaoge
Kal college bandh ho jayega
Tum apne ghar ko jaoge
Kal college bandh ho jayega
Tum apne ghar ko jaoge
ik mahine ki hi baat hogi
Phir to har din mulakaat hogi
Ek pal bin kate na tumhare
Kab din hoga kab raat hogi
Mummy daddy ko main manaunga
Tere ghar doli leke aaunga
Tujhe dulhan main banaunga
kal college bandh ho jayega
Tum apne ghar ko jaoge
Kal college bandh ho jayega
Tum apne ghar ko jaoge
Phir ik ladka ik ladki se
Judaa ho jayega wo mil nahi payega