menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Udja Kale Kawa

Uttam Singhhuatong
november_gypsyhuatong
歌词
作品
Udja kaale kaawan tere

moonh vich khand paawan

Leja tu sandesa mera, main sadke jaawaan

Baagon mein phir jhoole padh gaye

Pak gayan mitthiyaan ambiyaan

Yeh chhoti si zindagi te

raata lambiyaan lambiyaan

O ghar aaja pardesi, ke

teri meri ek jindri…

O ghar aaja pardesi, ke

teri meri ek jindri…

Chham chham karta aaya mausam

Pyaar ke geeton ka

Ho, chham chham karta aaya mausam

Pyaar ke geeton ka

Raste pe ankhiyaan rasta dekhe

Bichhde meeton ka

Aaj milan ki raat na

chhedo baat judaai waali

Main chup, tu chup, pyaar sune

Bas pyaar hi bole khaali

O ghar aaja pardesi,

ke teri meri ek jindri

Hoye, o ghar aaja pardesi,

ke teri meri ek jindri…

O mitra, o yaara, yaari todke mat jaana

Ho, o mitra, o yaara,

yaari todke mat jaana

Maine jag chhoda, tu

mujhko chhodke mat jaana

Aisa ho nahin sakta, ho

jaaye to mat ghabraana

Main daudi aaungi, tu

bas ek awaaz lagaana

O ghar aaja pardesi,

ke teri meri ek jindri

O ghar aaja pardesi, ke

teri meri ek jindrIi

Udja kaale kaawan tere

moonh vich khand paawan

Leja tu sandesa mera, main sadke jaawaan

Baagon mein phir jhoole padh gaye

Pak gayan mitthiyaan ambiyaan

Yeh chhoti si zindagi te

raata lambiyaan lambiyaan

O ghar aaja pardesi, ke

teri meri ek jindri

O ghar aaja pardesi, ke

teri meri ek jindri

更多Uttam Singh热歌

查看全部logo

猜你喜欢