Haan
Aankhon se padhke tujhe
dil pe maine likha
tu ban gaya hai mere
jeene ki ik wajah
teri hasi teri adaa
auron se hai bilkul juda
ha aa aa aa ha aa aa aa
meri dhadkano mein hi teri sada
iss qadar tu meri
rooh mein bas gaya
teri yaadon se
kab raha main juda
waqt se puchh le
waqt mera gawah
bas sare gum mein jaana
sang hoon tere
har ek mausam mein jaana
sang hoon tere
ab itne imtehaan bhi
na le mere
tujhe sochta hoon main samo subah
isse jyada tujhe aur chahoon to kya
tere hi khayalon mein dooba raha
isse jyada tujhe aur chahoon to kya
bas sare gum mein jaana
sang hoon tere
har ek mausam mein jaana
sang hoon tere
ab itne imtehaan bhi na le mere
mujhko de tu mit jaane
ab khud se dil mil jaane
kyun hai yeh itna fasla
hmm lamhe ye phir na aane
inko tu na le jaane
tu mujh pe khud ko de loota
tujhe tujhse tod loon
kahin khud se jod loon
mere jism-o-jaan mein aa
teri khushboo odh loon
jo bhi saansein main bharoon
unhein tere sang bharoon
chahe jo ho rasta
usse tere sang chaloon
aa aa aa aa aa
sang hoon tere
aa aa aa aa aa
sang hoon tere
aa aa aa aa aa
sang hoon tere
dil ibadat kar raha hai
dhadkane meri sun
tujhko main kar loon hasil
lagi hai yahi dhun
zindagi ki saakh se loon
kuchh hasin pal main choon
khud ko main karlu hasil
lagi hai yahi dhun
main tere main tere
kadmo mein rakh doon
yeh jahaan
mera ishq deewangi
hai nahi hai nahi
aashiq koi mujhsa tera
tu mere liye bandagi
main chahoon tujhko
meri jaan bepanah
fida hoon tujhpe
meri jaan bepanah
zara si dil mein de jagah tu
zara sa apna le bana
zara sa khwabon mein saza tu
zara sa yaadon mein basa
main chahoon tujhko
meri jaan bepanah
fida hoon tujhpe
meri jaan bepanah
oo oo oo oo oo oo
oo o oo ooo oo oo oo o
oo oo