Teri ankhein pagal
Yeh pagal karti hain
Jaise kala jadu
Yeh jadu karti hain
Teri zulfein ghayal
Mujhe ghayal karti hain
Mujhko bekabu yeh kabu karti hai
Teri ankho ka yeh jadu mujhpe chal gaya hai
Naa chahatey hue bhi iss kadar yeh chad gaya hai
Nasheli ankho ka yeh teri meri baato ka main kya karu
Main kaise jaane du
Tum chali jao yeh ho nahi sakta
Tum chali jao yeh hone na dunga
Tum chali jao yeh ho nahi sakta
Tum chali jao yeh hone na dunga
Dekha tha pheli bar tujhko maine class mein
Phir bas mein nahi tha abh dil bhi mere pass mein
Pheli nazar ka pyar tujhse mujhe hogaya
Phir tera lover boy yeh ladka abh ban gaya
Kya karu main pyar hogaya tha tujhse
Kya karu main pyar hogaya tha tujhse
Kehna hi padha
Koshish thi ki na karne ki but karna hi padha
Tum chali jao yeh ho nahi sakta
Tum chali jao yeh hone na dunga
Tum chali jao yeh ho nahi sakta
Tum chali jao yeh hone na dunga
Tera dil kisi aur ne todha maine ussko tha jodha
Phir kaisi baatein kar gayi kyu mera sath chhad gayi
Akhir galti kya meri duri badhne lagi
Tera hath thamba tha tujhko manga tha mujhse badhkar maine tujhko mana tha
Woh agaya tha jisne tujhko yuh choda
Kya karu pyar mein iss kadar main pagal hogaya tha
Adhi raatein tere bin kya beeti mujhpe har din
Tujhko kaise samjhao pyar hai mujhko tumse
Tum na jao baby ajao tum pass na hoga mujhse aacha tere liye hu mein khas
Mein khas khas mein tere pass pass tum mere pass ajao
Tum chali jao yeh ho nahi sakta
Tum chali jao yeh hone na dunga