menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Aate Jaate Khoobsurat Aawara

Abhijeet Bhattacharya/ Kishore Kumarhuatong
vikashhainaahuatong
歌詞
作品
Hmm, aate jaate khoobsurat awara sadko pe

Kabhi kabhi itefaq se

Aate jate khubsoorat awara sadko pe

Kabhi kabhi itefaq se

Kitne anjaan log... mil jate hain

Un me se kuch log... bhool jaate hain

Kuch yaad reh jate hain

Un me se kuch log.... bhool jaate hain

Kuch yaad reh jate hain

Aate jaate khoobsurat ...awara sadko pe

Kabhi kabhi itefaq se

Kitne anjaan log... mil jate hain

Un me se kuch log ....bhool jaate hain

Kuch yaad reh jate hain

Un me se kuch log .....bhool jaate hain

Kuch yaad reh jate hain

Awaz ki duniya ke doston

Kal raat ...isi jagah pe mujhko

Kis kadar yeh haseen khayal mila hai

Raah mein ek reshami rumal mila hai

Kis kadar yeh haseen khayal mila hai

Raah mein ek reshami rumal mila hai

Jo giraya tha kisi ne jaan kar

Jiska ho le jaye wo pahchan kar

Warna main rakh loonga ..usko apna jaan kar

Kisi husn wale ki nishani maan kar

Nishani maan kar

Haste gaate logon ki baaton hi baaton mein

Kabhi kabhi ek mazak se

Kitne jawan kisse ban jaate hain

Un kisson mein chand bhool jaate hain

Chand yaad rah jaate hain

Un me se kuch log bhool jaate hain

Kuch yaad reh jate hain

Taqdeer mujhpe meharban hain

jis shuak ki ye dastan hain

Usne bhi shayad ye paigam suna ho

Mere geeto mein apna naam suna ho

Usne bhi shayad ye paigam suna ho

Mere geeto mein apna naam suna ho

Dur baithi ye raaz wo jaan le

Meri awaz ko pehechan le

Kaash phir kal raat jaisi barsat ho

Aur meri uski kahin mulakat ho, mulakat ho

Lambi lambi raaton mein , neend nahi jab aati

Kabhi kabhi is phirak se

Kitne hasin khwab ban jaate hain

Unme se kuch khwab bhool jaate

Kuch yaad rah jaate hain

Unme se kuch log bhool jaate hain

Kuch yaad reh jate hain

Aate jate khubsoorat awara sadko pe

Kabhi kabhi itfaq se

Kitne anjaan log mil jate hain

Unme se kuch log bhool jaate hain

Kuch yaad reh jate hain

更多Abhijeet Bhattacharya/ Kishore Kumar熱歌

查看全部logo

猜你喜歡